Blogger tips
06:57:00
How to make free blog and earn money online in hindi
Free me bogger pe blog kaise banate hai ?
Blog kya hai?
Blogger pe blog kaise banate hai kya aapko pata hai?
Kya free blog se bhi paise kamaye jaa sakte hai?
kaise earn kare money online se?
Ye sabhi topics me aaj hum baat karenge
Toh jaan lete hai
Blog kyaa hai ?
Jab internet nahi huwa karta tha tab log apne baare me likhne ke liye dairy ka use karte the aur usme apne bare me aur apne hobbies ke bare me likha karte the. Par aaj ke time pe waha se hat ke internet me blog me kuch likhte hai uae blogging kahate hai aur likh ne ke liye jis platform ka use karte hai use blog kahate hai.
Free me blog banane ke liye waise to bahut sites hai jo apna space provided karti hai free me but famous websites me se jaise blogger aur wordpress mana jata hai.
Par aaj ham blogger pe free blog banake paise kaise earn kar sakte hai uske bare me baat karte hai.
Blogger pe Blog kaise banate hai ?
Blogger pe bolg banana ek dam aasan hai . Uske liye koe codding ki jarurat nahi hoti matlab jise codding nahi aati wo bhi blogger pe blog bana sakta hai.
Toh kaise banaye step by step jante hai
- Sabse pahale apne browser pe Type kare " BLOGGER.COM
- FIR apne google id se login kare jise aapko blog banana hai.
- Create blog
- Choose your blog name and web address
- Choose your theme
- Done
Jab aap ye sabhi step ko complete karloge tab aapka blog ready hojayaega
Phir new post pe jaake new post likh sakte hai..
Blog pe pages aur post banaye kamse kam 20-25 post add kare phir jab aapka blog monitazation ke liye ready hojaye phir apply kare .
Jab blog ready hojaye tab baat aati hai paise kamane ki....
Blog se earnig karne ke liye.
blog ko Login kar earnings tab par jaaye.
blog ko Login kar earnings tab par jaaye.
1. Side me earnings tab hoga usme jaaye
2. Earning tab ko manage kare.
2. Earning tab ko manage kare.
3. Earnings ko yes karke save kare aur ads ko manage kare.
Blogger pe tabi aap earn kar sakte ho jab aapka blog adsense ke liye ready ho jaye.
Log blog likh ke per month hajaro dollers earn karte hai par iske liye time lagta hai .















